Tera Yaar Hoon Main Lyrics by Arijit Singh. Tu jo rootha toh kaun hansega, Tu jo chhuta toh kaun rahega. Tu hi wajah, Tere bina bewajah bekar hoon main.
This Song was sung by one and only Arijit Singh. It’s a popular friendship anthem song from the legendary singer. Lyrics was penned down by Kumaar. Music was composed by Rochak Kohli.
Tera Yaar Hoon Main song is featuring Kartik Aaryan, Nushrat Bharucha & Sunny Singh. This is a lovely song from the movie “Sonu Ke Titu Ki Sweety” from T Series youtube channel.
So, if you need this amazing song lyrics, then you are in the right place. Find it here. You can listen the song here as well.
Song Credits
Song: Tera Yaar Hoon Main Singer: Arijit Singh Lyricist: Kumaar Music: Rochak Kohli Released On: 2018
Tera Yaar Hoon Main Lyrics
Tu jo rootha toh kaun hansega
Tu jo chhuta toh kaun rahega
Tu chup hai toh yeh darr lagta hai
Apna mujhko ko ab kaun kahega
Tu hi wajah
Tere bina bewajah bekar hoon main
Tera yaar hoon main
Tera yaar hoon main
Aaja ladein phir khilono ke liye
Tu jeete main haar jaun
Aaja karein phir wohi shararate
Tu bhaage main maar khaun
Mitthi si woh gaali teri
Sunne ko taiyaar hoon main
Tera yaar hoon main
Tera yaar hoon main
Tera yaar hoon
Sajna de rang rangayiyan ve
Sagna diyan sehnaiyan ve
Dhol wajange yaar nachange
Lakh lakh deo badhaiyan ve
Khusiyaan ch nachda main phiran
Hanjuaan ton bachda main phiran
O jaate nahi kahin rishte purane
Kisi naye ke aa jaane se
Jaata hoon main toh mujhe tu jaane de
Kyun pareshan hai mere jaane se
Toota hai toh juda hai kyn
Meri taraf tu muda hai kyu
Haq nahi tu yeh kahe ki yaar ab hum na rahe
Ek teri yaari ka hi
Saaton janam haqdaar hoon main
Tera yaar hoon main
Tera yaar hoon main
Tera yaar hoon main
Tera yaar hoon main